Hazrat Ali Quotes in Urdu , Hazrat Ali Quotes in Urdu text
Hazrat Ali (R.A ) Quotes In Urdu, Hazrat Ali R.a Quotes, Hazrat Ali Quotes in Urdu text
Hazrat Ali (R.A) Quotes in Urdu Hazrat Ali R.A musalmano k pehlay
khalifah aur islam ke chahne wale thay. Wo Nabi Muhammad (S.A.W) k Chacha Zaad Bhai He .Ap R.A Ne Deen e Islam k Lie Bohut Sari Fatoohat Hasil Ki aur Kafi Sari Jangon Me Ap S.a.w ka Sath dia aur unki wafat ke baad ummat ko mukhtalif masail ka hal dhundne me sakht mehnat karte rahe. Hazrat Ali (R.A) ke zindagi se bohat se aqwaal zahir huwe hain jo aaj bhi logon ke liye roshni ka muzakra hai. In aqwaalon me bayan ki gayi baatein aaj bhi hamare liye hidayat ka pegham hai. Is article me ham Hazrat Ali (R.A) ke kuch mashoor aqwaal e Zareen Urdu me pesh karenge Aur Sath Sath Hazrat Ali R.a Quotes In Urdu Text Bhi Shamil He
حضرت علی رضی کو اسلام کے پیارے نبی حضرت محمد کے
چاہنے والوں میں سے ایک مانا جاتا ہے۔ وہ مسلمانوں ی پہلے خلیفہ تھے اور انہوں نے حضرت محمد ﷺ
شان میں بہت بڑی قدر والی حیثیت اختیار کی تھی۔ ان کے بعد، انہوں نے امت کو مختلف مسائل کے حل کے لیے محنت کرتے رہے۔
حضرت علی کی زندگی سے بہت سے اقوال و ضرب المثل ظاہر ہوئے ہیں، جو آج بھی لوگوں کے لیے روشنی کی راہ دکھاتے ہیں۔ ان ضرب المثلوں اور اقوال میں بیان کی گئی باتیں آج بھی ہمارے لیے ہدایت کا پیغام ہیں۔
اس مضمون میں ہم حضرت علی کے کچھ مشہور اقوال اردو میں پیش کرنے جا رہے ہیں، جو آپ کے دل کو چھو جائیں گے اور ان کے بیان سے آپ کو معلوم ہوگا کہ ہمارے دین اسلام کتنا ایک انسان دوست دین ہے اور حضرت علی کی زندگی اس دوستی
کی نمایاں مثال ہے۔
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Hazrat Ali Quotes In Urdu
Hazrat Ali (R.A) Quotes
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Ahsaan karna Bhale mans Logon ki khasiyat aur Burai bure Logon ki Aadat hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
عورتوں پر اپنے بوجھ نہ ڈالو یعنی جو کام خود نہ کر سکتے ہو وہ ان کے سر پر ناڈالو اور جہاں تک ہو سکے عورتوں سے مستغنی رہو کیونکہ ان کی عادت ہے کہ وہ اپنے احسان کو بار بار جتلاتی اور شوہر کے احسان کو
بھول جاتی ہیں
Auraton per Apne Bojh Na Dalo yani Jo kam Khud Na kar sakte ho vah unke Sar per Na Dalo aur jahan tak ho sake auraton Se mustfair Ho Kyunki Inki Aadat hai vah apne Ahsaan ko Bar Bar jatlati He aur Shauhar ke Ahsaan ko bhul Jaati Hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
احسان اور نیکوئی تب ہی ٹھکانے لگتی ہے جب شریف لوگوں سے کی جائے۔ نیکی اور بدی کرنے والے کو برابر نہ سمجھو کیونکہ اس طرح محسن احسان سے متنفر ہو جائے گا۔
Ahsaan Aur Nikoi Tab Hi Thikane Lagti He jab shareef Logo Se Ki Jaye .Naiki Ar Badi Krne Wale Ko Barabar Na Samjho Kiu k Is trah Mohsan Ahsan Se Mutnafar Ho Jaye Ga
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Agar Ahsaan aadami ki Shakal Mein Dikhai deta To Aisa bajamal Hota k Tamam Jahan per fokiat Rakhta
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
جو لوگ احسان کے لائق ہوں
ان سے احسان کئے جاؤ اس سے تمہارے دشمن
ذلیل ہو جائیں گے
Jo log Ahsaan K laiq Ho un se Ahsan kie jao is se Tumhare Dushman zalil Ho jaye ge
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
احسان کو لازم پکڑ کہ یہ نہایت عمد و زراعت اور بہترین بضاعت ہے اور اخلاص کو لازم پکڑ کہ یہ اعمال کی قبولیت کا باعث اور افضل ترین طاقت ہے۔
Ahsan Ko Lazim Pakar K Ye Nihayat Umda O Zirayat Aur Behtreen Bazaat He Ar Ikhlas Ko Lazam Pakar K Ye Aamal Ki Qabooliat Ka Bayas Aur Afzal Tareen Taqat He
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Burai ka Mukabala Ahsaan se gaflat ka muqabala Bedaari se aur Hiras ka Mukabala Kanat se karo
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Khalis Iman Billah aur Logon se Neki o Ahsaan karna kyamat ke din ke liye behtarin nafaa bakhsh Sharmaya hain
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Beshak sabse Jyada Sawab milane Wali Neki Ahsaan hai aur Bila Subah Tamam Kamon Me Naik Anjam wala kam Sabr hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
بے شکوہ احسان و کرم جو تو نے کسی کے ساتھ کیا ہے وہ در حقیقت تو نے اپنی جان کے ساتھ کیا ہے اور اس کے ذریعے اپنی عزت کو محفوظ رکھا ہے
Beshak wo Ahsan o karam Jo tunay Kisi k sath Kia he Wo dar haqeeqat Tu Ne apni jan k sath Kia he Aur is k Zarie apni izzat ko mehfooz rakha he
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
بےشک جو شخص برائی کرے اس کے ساتھ بھلائی کر اور لوگوں کے قصور بخشش سے ڈھانپ کیونکہ معاف کرنا بہت بڑی تعریف کی بات ہے اور فضیلت کا عنصر ہے
Beshak Jo shakhs Burai Kare uske sath bhalai Kar Aur Logon ke kasoor Bakhshish se dhanp Kiu k Muaaf karna bahut badi Tarif ki baat hai aur Fazilat ka ansar hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Ahsaan Aik Zakhira hai aur Karim Wo he Jo Is Zakhiray Ko Jama Kre
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Jo shakhs Logon ke sath Ahsaan aur Neki Karta Hai uski sab log Tarif Ho takrim Karte Hain
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
جو شخص اپنے احسان کو جو وہ لوگوں کے ساتھ پہلے کیا کرتا تھا جب اسے روک دیتا ہے تو اللہ تعالی اس سے فراہی اور قدرت کو زائل کر دیتا ہے ہے
Jo shakhs Apne Ahsaan ko jo Wo Logon ke sath Kiya Karta Tha Jab use Rok Deta Hai To Allah Tala
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Jo shakhs Buray Logo K sath Ahsaan karta hai wo Khud unke Shar se bhi Salamat Nahin rahata
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Jo shakhs Apne Ahsaan ko Jatlata He wo Goya Ahsaan nahin karta
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Jo shakhs Apne Mohsin ke Ahsaan ko chhupata ha woh mahroomi ki Saza pata hai aur jo shakhs bavjud Kudrat Ke Logon ke sath Ahsaan Nahi Krta Us ki Kudrat Aur Taqat Zayal Ho Jati He
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Ahsaan Ghanimat He Aur Qanaat Aik Bari Naimat He
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Jo Shakhs Logon ke sath Ahsaan karta hai Uske kamon Ka Anjam Nek ho jata hai aur uske liye Rahe Asaan Ho jati he
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
کسی شخص کے ساتھ احسان کرنا ہو تو ایسے شخص کے ساتھ کرو جو اس کو یاد کرتا اور دہراتا ہے
Kisi shaks k Sath ahsaan krna hoto aise shakhs k sath kro Jo is ko Yad Karta aur Dohrata Ho
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
احسان کرنا انسان کو غلام بنا لینا اور منت رکھنا احسان کو خراب کر دیتا ہے
Ahsaan karna Insan ko Gulam banaa lena aur minnat Rakhna Ahsaan ko kharab kar deta hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
ہر ایک لیکوئی احسان ہر ایک حائل غمگین ہر ایک حریص ہمیشہ کا فقیر اور ہر ایک مانع لطی رہتا ہے
Har EK liquoi Ahsaan Har EK hayal Ghmgeen Har EK Haris Hamesha ka Fakir aur Har EK Mane lati rahata hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
احسان کرنے سے آدمی آزاد لوگوں کا مالک ہوجاتا ہے اور لوگوں کے ساتھ نیکی کرنے سے وہ ہمیشہ شکرگزار رہتے ہیں
Ahsaan karne se aadami Azad logon ka Malik ho jata hai aur Logon ke sath Neki karne se vah Hamesha shukr Guzar rahte hain
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
مالی احسان مال کے چلے جانے سے مٹ جاتے ہیں
Mali Ahsan Mal Ke Chale jaane se MIT Jaate Hain
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
جب تک کسی شخص کی تکلیف کو دور نہ کیا جائے وہ کبھی تابعدار نہیں ہو سکتا
Jab tak Kisi shakhs Ki taklif ko Dur na kiya jaaye vah Kabhi Tabedar Nahin ho sakta
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
لوگوں پر احسان کرنے سے قدر بڑھتی ہے اور خاموشی سے عزت و وقار میں زیادتی ہوتی ہے
Logon per Ahsaan karne se Kadar badhati hai aur Khamoshi se Ijjat aur Waqar mein se Aati hoti hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
یہ نہایت سعادت مندی کی بات ہے کہ آدمی ایسے لوگوں کے ساتھ نیکی اور احسان کرے جو اس کے اہل اور سزاوار ہوں
Yah nihaayat Saadat Mandi Ki Baat Hai Ke aadami Aise Logon ke sath Neki aur Ahsaan Karen Jo Iske ahal aur Sazawar hun
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
لوگوں کے ساتھ نیکی کرنے میں جلدی اور ان کے ساتھ احسان کرنے میں زیادتی کی کوشش کر یہ نہایت دیرپا ذخیرہ ہے اور ایسا آدمی ہمیشہ نیک نام رہتا ہے
Logon ke sath Neki karne mein jaldi aur inke sath Ahsaan karne mein zyadati ki koshish kar yah nihaayat Derpa ZAKHIRA hai aur Aisa aadami Hamesha Nek naam rahata hai
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
Ahsan Aik Zakhira hai Pas Talash Karo ke kis shakhs ke pass chhodate Ho
Hazrat Ali Quotes in Urdu |
جب کوئی شخص تجھ سے احسان کرے تو اسے ہمیشہ یاد رکھ اور جب تو کسی کے
ساتھ احسان کرے تو اسے بھول جا۔
Umeed Krta Hon ap In Quotes (Aqwal e Zareen) Ko Ba Ghor Parha hoga Aur In se apni Zindagi Me Mustafeed Hon Gay
agar ap Mazeed Aqwale Zareen Parhna chahte he to Home Page Par click kr k parh saktay he
Post a Comment